Waqt K Pannoun Ko Bh Kareb Se Dekha Hmne
Tahrer Ko Minton Main Tahlel Hota Dekha Hmne
Apni Takder Ka Rang Lete Un Panoun Pe
Ik Naam Chamakte Dekha Hmne
Ik Rishta Uski Shamma Main Panapte Tha Un Pannoun Pe
Lafz E Dosti Ki Lamas Ko Dekha Humne
Phir Jane Kiya Hoa Kal Shab Aik Andhi Ae Thi
Us Andhi Ki Zad Main Un Pannoun Ko Dekha Hmne
Tham To Gai Andhi Panne Bhi Theher Gae
Par Un Pannoun Se Khon Riste Dekha Humne
Panne Bhi Wohi The Siyahi Bhi Wohi
Bas Lafzoun Ki Heat Badalte Dekha Humne
Jahan Ik Naam Ha Chamakta Wahan Kantoun Ki Saij Per
Koi Or Naam Saja Tha Kabel Az Shab Dost Likha Tha
Kal Shab Katil Likha Dekha Humne