Ya Zindagi
Poet: AKS By: AKS, hydDil Say Dil Ki Hoti Rahi Baat Par
Hum Nay Soucha Hi Nahi
Kitni Achchi The Woh Zindagi Aur Mulakat
Par Hum Nay Socuha Hi Nahi
Khushiy Aati Rahti Waqt Sajati Ti Rahe
Gham Kia Hoty Hain Hum To Ya Janay Hi Nahi
Itna Kuch Badal Sa Gaya
Par Hum Nay Soucha Hi Nahi
Jo Gaye Baatin The Aaaj Yaad Ati Hai
Dil To Pir Dil Hai So Woh Dukhati Hai
Aaaj Kiyun Soucha Hai Kiyun Apna Appp Khuja Hai
Guzra Waqt Bhi Souchy Gay Kabhi ?
Hum Nay Soucha Hi Nahi
Yun Anso Pouchy Gay Hum Nay Socuha Hi Nahi.
Lay Kar Naaam Hathoon May Raisty Woh Ginty Hein
Jo Kabhi Thay Aks_E_Duniya .. Aaj Woh Duniya Mein Nahi
Ja Baja Bhikhri Hai Rangoon Ki Malaye Pahnalo To Rang Abhi Ajaye
Pahan Kar Deakha Hai Aaj Un Rangoo Ko
Par Dil To Rangoo Say Bhalata Nahi
Umar-E-Doran Yun Bhi Ajaye Gi
Hum Nay Soucha Hi Nahi
کس بات کی آخر جلدی ہے کس بات کا پھر یہ رونا ہے
دنیا کے مصائب جھیلنے کو مالک نے بنایا ہے جیون
آرام بھلا پھر کاہے کا پھر کاہے یہ سونا ہے
بے مقصد جینا کہتے ہیں حیوان کے جیسا جینے کو
انساں کے لیے تو یہ جیون یارو پر خار بچھونا ہے
دشوار سہی رستہ لیکن چلنا ہے ہمیں منزل کی طرف
منزل کی طلب میں عاکفؔ جی کچھ پانا ہے کچھ کھونا ہے







