Add Poetry

Youheen By Sabab Na Phira Karo

Poet: Mohsin Shaikh By: Mohsin Shaikh, Hyderabad

Youheen By Sabab Na Phira Karo Koi Sham Ghar Bhi Raha Karo
Wo Ghzal Ki Sachhi Kitab Hay Usy Cupky Cupky Parha Karo

Koi Hath Bhi Na Malaye Ga Jo Gale Melo Gay Tapak Say
Ye Nay Mazaj Ka Shahr Hy Zara Fasle Sy Mela Karo

Abhe Rah Mein Kaye Mor Han Koi Aye Ga Koi Jaye Ga
Tumhe Jis Nay Dil Say Bhula Dia Usay Bholny Ki Dua Karo

Mojhe Ashthar Si Lagti Han Ye Mohbton Ki Kahanyan
Jo Kaha Nahen Wo Sona Karo Jo Suna Nahen Wo Kaha Karo

Kabhe Hosun Parda Nashen Bhi Ho Zara Isqkana Labas Mein
Jo Mein Ban Sanwar Ky Chlon Mery Sath Tum Bh Chla Karo

Nahen Be Hajab Wo Chand Sa K Nazr Ka Koi Asar Na Ho
Usy Atni Garme Shuq Sy Bari Deer Tak Na Taka Karo

Ye Khzan Ki Zard Si Shal Mein Jo Udas Payr Hay
Ye Tumhary Ghar Ki Bahar Hay Ousy Aansoun Se Hara Karo

Rate it:
Views: 612
18 Jul, 2010
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets