Zaat, Firqoon Ka To Bahana Tha
Yoon Bhi Us Ne To Chor Jana Tha
Aik Ghar Us Ka Hum Samjhtey Rahey
Har Jagah Us Ka Aashiyana Tha
Yeh Us Ka Dosh Tha Ya Thi Majboori
Ya Us Ki Fitrat Men Dil Dukhana Tha
Mujh Ko Talab Thi Fakat Us Ki Chahat Ki Faraz
Us Ke Dost To Sara Zamana Tha