Add Poetry

Zawwal-E-Ishq

Poet: Abdul Ahad By: Abdul Ahad, karachi

Ashq Bahalo Magar In Ka Koi Sia Nahien
Tumhain Humse Pyar Hai Per Is Ki Koi Waja Nahien

Alfaaz Hi Shayad They Baham Izhar-E-Wafa K
Woh Jo Keh Diya Tha Bar Bar Magar Haq To Phir Bhi Ada Nahien
Ye Rang Jalta Hai BuJha Deeta Hai Hum Ko Aag Sa
Tu Nafratien Hi Kar Laita Humain Muhabbaton Ka Gila Nahien

Suna Teray Pairoon Ki Khushboo Raha Karti Hai Rahoon Per
Mera Bhar Tha Tujh Se Door Bohat Tera Rasta Bhi Mila Nahien
Tu Nazdeek Tha Kareeb Tha Nazar Ki Diwaroon Per
Woh Jo Keh Diya Tha Nigah Se Maine Baat Se Bhi Kaha Nahien

Woh Purane Kissey Kahaniyaan Kitaboon Se Moosool Kahan
Woo Bhooli Bisri Baatoon K Meray Paas Kuch Bhi Rakha Nahien

Doosroon Se Milnay Ka Tujhey Gham Raha Sada Ahad
Woo To Dey Jatey Bohat Tujhey Tera Khali Daaman Dikha Nahien

Rate it:
Views: 559
13 May, 2008
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets