Aankhain Bol Parti Hain

PoetZaman Farooqi Submitted byZaman Farooqi
Text size

Dukh Chupatain Hain Apnay Chehray Say
Par Aankhain Bol Pharti Hain

Pyaar Toh Qismat Waalou Ko Milta Hai
Hum Kaha Qismat Aazmanay Chalay Tahy

Qismat Main Ab Wo Nahi Hain Shahyad
Dil Ko Tassali Daitain Hain Par Aankhain Bol Pharti Hain

Ussay Daikhay Hoaay Ek Arsaa Beet Chuka
Ussay Daikhnay Ko Jee Chahta Hai

Har Pal Ussay Yaad Kartain Hain
Jeena Nahi Uss K Bina Rab Say Yahi Faryaad Kartain Hain

Uss Say Pyaar Kartain Hain Uss Par Jaan Lutaain Gain
Dunya Main Agar Na Milee Toh Janaat Main Rab Say Uss Ko Managain Gain

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied