Ay Humsafar
Text size
Ay Humsafar!
Tu Aik Tan-Avar Darakht
Aur Main Aik Nanhi Si Bail
Mujhy Sahara Do Gy, To Uth Jaon Gi
Magar Yaad Rakh!
Tery Iss Ahsan K Badly
Teri Shakhon K Daman Ko
Pholon Se Bhar Don Gi.
Ay Humsafar!
Tu Aik Tan-Avar Darakht
Aur Main Aik Nanhi Si Bail
Mujhy Sahara Do Gy, To Uth Jaon Gi
Magar Yaad Rakh!
Tery Iss Ahsan K Badly
Teri Shakhon K Daman Ko
Pholon Se Bhar Don Gi.