Baat Mohabbat Ki Chalti Hay Jab

PoetNoorani Submitted byUmar Noorani,
Text size

Baat Mohabbat Ki Chalti Hay Jab Tumhari Yaad Aati Hay
Raat Aankhu Me Kat-Ti Hay Jab Tumhari Yaad Aati Hay

Daaman-E- Dil Me Chingari Mohabbat Se Jo Kabhi
Dil Me Tumhari Yaad Uthti Hay Jab Tumhari Yaad Aati Hay

Meri Mohabbat Teri Galiyun Se Nikal Kar
Mere Paaas Aati Hay Jab Tumhari Yaad Ati Hay
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied