Aaj Phhir Mujh Ko Us Ki Yaad Dila Di Barish Ne
Dil Mein Jo Bhool Ki Aag Thi Bhuja Di Barish Ne
Main Tanha Tha Apny Ghar Mein Zamany Se Pary
Magar Mere Ghar Ki Diwaar Gira Di Barish Ne
Us K Zikar Se Ho Gaie Meri Aankhain Num
Magar Doston Mein Saari Baat Chhupa Di Barish Ne,
Suna Hai Woh Bhi Roya Hai Aaj Bohat
Lagta Hai Usy Bhi Meri Yaad Dila Di Barish Ne
Woh Be-Wafa Hua To Phhir Kya Hua Wasi
Aaj Mere Sath Ro Kar Wafa Nibha Di Barish Ne