Bat Hi Bat Main

PoetGulshad Lasi Submitted byHussain Jamote
Text size

Bat Dil Ki Chali Bat Hi Bat Main
Koch Khoshi Bhi Mili Bat Hi Bat Main

Dor To Thi Musafat Mere Ishq Ki
Main Pochncha Os Ki Gali Bat Hi Bat Main

Hal Dil Ka Na Main Keh Saka Ajj Bhi
Sham Bhi Yun Dhali Bat Hi Bat Main

Kab Mohabat Hoi Kuch Pata Bhi Nahi
Shama Dil Main Jali Bat Hi Bat Main

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied