Be-Wafa

PoetAjmal Submitted byAjmal
Text size

Meri Chaahat Ke Afsanay
Kyoon Kertay Ho Aam

Shayed Meray Afsanoun Mein
Tera Bhi Ho Naam

Tum Meray Jazbaat Se Khailo
Jaan Ke Sasti Cheez

Mein Teray Jazbaat Kharidoon
Khud Ho Ker Neelaam

Her Ek Se Paiman-e Mohabbat
Her Ek Say Hay Ehday Wafa

Hum Jo Kissi Se Huns Ke Boulein
Ho Jayein Badnaam

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied