Chahate Hain

PoetSyed Ayyaz Mustafa Submitted bySyed Ayyaz Mustafa
Text size

Chahate Hain Jo Had Se Ziyada Kisi Ko
Wohi Tu Sab Se Ziyada Takrar Karte Hain

Karo Na Fikar Agr Hum Naraz Ho Jaye Ayyaz
Naraz Hote Hain Wohi Jo Tumhe Pyar Karte Hain

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied