Chalo Ik Kam Karty Hain
Text size
Chalo Ik Kam Karty Hain
Bicharr K Phir Sy Milty Hain
Talkh Yadden Sub Zakham Bhoola Kar
Muskan Koi Talash Karty Hain
Shanasa Ban K Daykha Hai
Ab Ajnabi Ho K Milty Hain
Apnu K Diaye Zakham Amber
Batao Kaha Phir Silty Hain