Add Poetry

Dagh e Ishq

Poet: Usman Arif By: Usman Arif, Lahore

Chalo Ye Bhi Theak Kaha Payar Ko Hum Nahi Samjhte Hain
Lekin Ye Kab Kaha K Ishq Se Hum Jalte Hain
Muhabbat Toh Nigahon Mein Hoti Hai
Dill To Srif Machalte Hain
Logo Ka Kiya Sahib Ye To Sans Lene pey Bhi Itraz Kerte Hain
Humne Bhi Chor Diya Yaad Kerna Ab To Srif Shair Likha Kerte Hain
Usne Dekha ik Mudaadt K Bad Mujhe
Kaha Ap to Wo He Hain Jo srif Dagah Kerte Hain
Mizaron Pe Mantey Mangi Thi
Puri Ho Ya Na Hoon Hum Dahr Nahi Badla Kerte Hain
Hum To Apni Marzi K Malik Hain Ab
Jab Ji Na Chahe Tab Bhi Piya kerte Hain
Logo Se Mila Jab Laga Aise Jaise Hum Kahin Aur He Jeeya Kerte Hain
Ishq Muhabbat Naam Tak Theak Hain
Jo Kerte Hain Wo Phir Mushkil Se He Jiya Kerte Hain
USMAN .. Khuda Salamat Rakhay Unhe Jo Tujh Se Nafrat Kerte Hain
Payar Na Sahi Kuch To Hai Jo Srif Mujh se Kiya Kerte Hain

Rate it:
Views: 787
10 Apr, 2019
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets