Dewana Ho Gaya Ho

PoetZaman farooqi Submitted byZaman Malik
Text size

Jab Say Tumhay Daykha Hay
Teri Chahat May Dewana Ho Gaya Ho
Teri Nazro Nay Muj Par War Kar Diya
Dil Hi Dil May Tum Say Mouhabat Karnay Laga
Zindagi Say Nafrat Thi Mujhay Lakin
Jab Say Tumhay Daykha Hay
Teri Chahat May Dewana Ho Gaya Ho

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied