FAROOQI-A-DIL

Poetzaman farooqi Submitted byzaman farooqi
Text size

Khawishay Oqaat Say Bar Kar Karnay Laga Yay Dil
Jo Pori Na Ho Sakain Un Par Marnay Laga Yay Dil

Lafzo Ki Kahani Bayan Karnay Laga Yay Dil
Ashko Ki Rawaani Bayan Karnay Laga Yay Dil

Teri Muskurahat Par Jaan Nisar Karnay Laga Yay Dil
Teri Saadgi Ko Apnay Andar Basanay Laga Yay Dil

Tujhay Paanay Ki Tasbeeh Pirhonay Laga Farooqi-A-Dil
Wo Tasbeeh Subha-O-Shaam Pharnay Laga Farooqi-A-Dil

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied