Add Poetry

Habib

Poet: mudabbir By: mudabbir, karachi

Tujh Se Bi Behtar Is Jehan Me Hnge Ae Mere Habib
Lekin Teri Ye Chahate Milti Nahi Mjh Ko Kabhi

Jalte Hain Mjh Se Dekh Kar Tjh Ko Mere Hamrah Raqeeb
Lekin Muyassar Ahate Teri Nahi Un Ko Kabhi

Zindagi Me Apni Mene Tjh Ko Apnaya He So
Mere Pehlu Hi Me Rehna Chor Jana Na Kabhi

Ishq He Tefree Nahi Koi Ae Mere Hamsafar
Bht He Mushkil Nibhana Ishq Ki Bazi Gari

Piyar Me Jab Dil Lagalo Phr Na Jan Ruth Tum
Jitni Bhi Takleefe Tumhe Bardash Karni Ho Sahi

Dil Lagi Me Jo He Lazzat Wo Ksi Shai Me Nahi
Dukh Na Ho Js Piyar Me Us Me Nahi He Chashni

Tere Chehre Ki Chamak Ko Dekh Kar Dil Keh Utha
Chawdui Ke Chand Ki Hoti He Aisi Chandni

Masrufiate Zindagi Ktni Ho Kya Malum He
Milne Jab Ao Me Tere Pas Milna Lazmi

Meri Khatir Is Zamane Ki Rawish Ko Seh Liyo
Bht Se Honge Tere Dusman Ae Meri Naazmi

Ga Raha Tha Jab Mudabbir Us Sahar Teri Ghazal
Bol Uske The Sukhan Me Aur Tu Thi Ragni

Rate it:
Views: 427
01 Mar, 2011
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets