Hoti Hai Subha Phir Yeh Raat Ho

Poetamiee Submitted byaamir iqbal
Text size

Hoti Hai Subha Phir Yeh Raat Ho Jati Hai
Chalo Acha Hai Sitroon Sae Baat Ho Jati Hai

Hal-E-Dil Kab Tak Suntaein Rahein Gaye Hum In Ko
Roz Ki Tarah Roz, Koi Na Koi Nai Bat Ho Jati Hai

Ghum Sunanein K Liye Bi Ik Aur Chaiye Humein
Kyun Kar Falaq Sae Bi Aksar Barsaat Ho Jati Hai

Chand Bi Hum Sae Milta Aksaar Sirf Ada Ada
Phir Bi Acha Hai Aksar Hum Sae Mulaqat Ho Jati

Raat Ki Chandi Main Need Ka Galib Bi Ajana Aksaar
Haseen Hai ,Khawaboon Main Mulaqat Ho Jati Hai
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied