Ik Dilruba Ko Daikhnay Ka

PoetSyed Ishtiaq Hussain Kazmi Submitted byWaqas Shah
Text size

Ik Dilruba Ko Daikhnay Ka Irada Kia Gia Ha
Mudat K Bad Yad Ko Taza Kia Gaya Ha

Bholay Hi Bhala Kab Thay Tari Surat Hum Jana
Ab To Zakham-E-Dil Kuraid K Taza Kia Gaya Ha

Ay Meray Khuda Mujay Us K Kareeb Kar Day
Jis Say Door Rahnay Ka Wada Kia Gaya Ha

Zamana Badal Gaya Ha Zamanay Ki Talkhyon Sa
Dil Ki Rawayat Ko B Libada Kia Gaya Ha

Apna Apna Kah Kar Meri Jan Tak B La Li
Mari Sada Dili Sa Kitna Istfada Kia Gaya Ha

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied