Ishq e Gham

PoetAbiha Kashif Submitted byAbiha Kashif
Text size

Teri Aas Thi Tu Mila Nahi
Meri Jaan Tujh Se Gila Nahi

Teray Dil Men Raha Dair Tak Woh Shaks
Woh Shaks Itna Bura Nahi

Mujhe Bhool Mat Ae Haseene Zam
Ye Meri Wafa Ka Sila Nahi

Meray Dil Per Tera Hee Naam He
Tunne Aaj Tak Woh Parrha Nahi
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied