Kahi Say Aaj Phr Teray

PoetZaman Farooqi Submitted byZaman Farooqi
Text size

Kahi Say Aaj Phr Teray Muskuranay Ki Aawaz Aai Hay
Hawa Muskurai Hay Shama Lehraai Hay

Aankho May Aanso K Selaab Phr Say Laai Hay
Zaban Nay Phr Say Teray Naam Ki Tasbi Duhraai Hay

Phr Subha Honay Say Pahylay Raat Aai Hay
Raat May Teri Yaadoh Ki Bahaar Aai Hay

Teray Badan Ki Khsubo Hawa Nay Bikhraai Hay
Kahi Say Aaj Phr Teray Muskuranay Ki Awaz Aai Hay

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied