Khirki Chand Kitab Or Main

PoetWaqas Bhutt Submitted byWaqas Bhutt
Text size

Khirki Chand Kitab Or Main
Muddat Se Ek Baab Or Main

Shab Bar Khailen Apas Main
Do Ankhain Khawab Or Main

Mouj Or Khashti Shail Per
Dariya Main Gardaab Or Main

Sham Udaasi Khamoshi
Kush Kankar Talaab Or Main

Har Shab Pakry Jaty Hain
Gehri Neend Tere Khuwab Or Main

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied