Khud Say Anjaan

PoetHuKhan Submitted byhukhan
Text size

Uss Ki Khaamoshi Hee Uss Ki Zubaan Hay
Har Shaye E Kainaat Uss Par Meharbaan Hay
Qayamat Say Kia Kam Uss Ki Muskaan Hay
Khud Say Kis Qadar Anjaan Hay
Abrro Kamaan Tu Nainaa Neela Asmaan Hein
Khud Sey Kis Qadar Anjaan Hay

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied