Khuda Se Mangun Tujh Ko

PoetSumaira Farhan Submitted bySumaira Farhan
Text size

Ji Tu Chata Hay Khuda Se Hath Autha Kar Mangun Tujh Ko
Aik Aik Ansoo Bha Kar Khuda Se Girgira Kar Mangun Tujh Ko

Shayad Tu Mera Bun Jae Jo Hona Hay Mushkil Who Hojae
Apnay Khuda Se Zondagi Bhar K Leye Apna Bana Kar Mangun Tujhko

Dunya Ka Sath Chor Kar Tera Sath Mil Jae
Sir Ko Sajday Main Gir Gira Kar Man Gun Tujhko

Tum Bin Jeena Mushkil Lugta Hay Aay Mere Sanam
Apni Aankho Ka Aik Aik Qatra Bha Kar Man Gun Tujh Ko

Aik Baar Tu Jo Haan Kah Dai Aay Mere Sathi
Ais Puri Qainaat K Khaliq Ko Mana Kar Mangun Tujh Ko

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied