Kisi Ki Aas Bun Kr Phir Usey
Text size
Kisi Ki Aas Bun Kr Phir Usey Tanha Nahi Karty
Bahal Kitini Bhi Mushkil Ho Magar Aisa Nahi Karty
Muhabbat Me Shikayat Ka Kahan Dastoor Hota He
Gila Kar K Muhabbat Ko Kabi Ruswa Nahi Karty
Wawayen Dar Haqiqat Me Bari Anmol Hoti Hain
Kabhi Apni Wafao'n Ka Sila Managa Nahi Karty