Kisi Ki Yaad Ney Is Qadar Rulaya Hey

PoetMomo Choudhry Submitted byMomo Choudhry
Text size

Meri Zindagi Per Junoon Ka Saya Hey
Kisi Ki Yaad Ney Is Qadar Rulaya Hey

To Mera Junoon Hey Humaisha Sey
Khuli Ankhon Sey Jis Ney Sulaya Hey

Berg_E_Awara Ki Manind Urti Hoon
Shajr Ney Khizaan Ka Mausam Bhi Dikhlaya Hey

Kanton Key Sath Khiltey Hain Gulab Ager
Kinara_E_Darya Ney Dojey Kinaray Ko Kaheen To Milaya Hey

Ansuwon Key Hotey Bhi Naain Rehtey Hain Piyaasey
Dard_E_Dil Ney Meri Zindagi Ko Jagaya Hey

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied