Kyun Chahein Hum Kisi Ko

PoetRABIA MALIK Submitted byRABIA MALIK
Text size

Kyun Chahien Hum Kisi Ko
Kyun Hum Kisi Se Pyar Karien
 
Kyun Tarpaien Tumhe Raaton Main
Kyun Jeena Apna Dushwar Karien

Pehle Sapne Humare Sajane Lage
Phir Khayaloon Pe Phera Lagane Lage

Phir Neend Hamari Urane Lage
Kyun Dil Apna Beqarar Karien

Kyun Chahien Hum Kisi Ko
Kyun Hum Kisi Se Pyar Karien

Jab Beach Raste Maien Chor Jana Ho
Jab Dil Hamara Jana Ho

Phir Kyun Usi Par Aitbar Karien
Phir Kyun Usi Ka Intazar Karien

Kyun Chahien Hum Kisi Ko
Kyun Hum Kisi Se Pyar Karien

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied