Lutf Ka Thikana

PoetMarrukh syed Submitted byMarrukh syed
Text size

Lutf Ka Wohi Anmol Ik Thiknaa Hai
Dil Tu Hai Ashq B Tera Deewana Hai

Lari Muhabbat Ke Paro K Dil Mei
Samhajta Hai Ishq Yeh Jahil Zmana Hai

Chali This Tehreek Wafa Ke Dor E Dil Mein
Ab Lagta Yeh Mehz Ik Afsana Hai

Jo Dil Mein Hai Wohi Zuban Pe Hai
Yeh Haq Jatane K B Acha Bahana Hai
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied