Maa
Poet: Rubhab Saleh By: Rubhab Saleh, KHIWo Hasti Jies K Bina Meri Haasti Nahi Hai
 Maa
 Woh Pyra Sa Ahsas Jo Garmi Mein Saard Huwa Ki Tara Choo Jaye 
 Maa 
 Jo Meri Zara Si Chhot Par Dhiroo Rohti Hai 
 Maa 
 Maa Jo Pukaron Tu Maa Kahi Bi Ho Sab Kaam Chor K Chali Aati Hai
 Maa
 Maa Jo Muje Deekh Deekh Kar Jiti Hai 
 Maa
 Jo Meri Khushyon K Ly Apna Sukh Bhool Jati Hai 
 Maa
 Jab Apne Aaguosh Mein Leti Hai To Jise Mere Sare Ghum Door Ho Jate Hain
 Maa
 Jab Seene Se Lag K Taptapati Hai To Jise Mein Jannat Mein Hon 
 Maa
 Jab Kabhi Mujhe Nazaar Na Aaye To Jise Meri Haasti Hi Khatam Ho Jati Hai 
 Maa
 Jo Mere Sare Dukh Apne Andar Leti Hai Or Meri Khushon K Ly Duhyen Karti Hain
 Maa
 Jo Mere Le Sari Duniya Se Lar Jaye 
 Maa
 Allah K Baad Aap Ka Shukrya Is Zindagi K Ly
 Maa
 Agar Tu Na Hoti To Ye Duniya Mein Kaise Deekhti 
 Mein Kaise Jan Pati K Maa Ka Ahsaas Kiya Hai
 Maa
 To Noor Hai , Pyar Hai, Sukh Hai, Razdaar Hai, Sahra Hai, Panna Hai, Zindagi Hai
 Sach Toh Hai Maa Kay  Aap Ek Jannat Ho
 I Love You Maa 







 
  
  
  
  
  
  
  
  
  
  
 