Mausam

PoetMaahi Hoda Ansari Submitted byMaahi Hoda Ansari
Text size

Mausam Ye Itna Basal Kyu Raha Hai
Hawao Ka Jhoka Machal Kyu Raha Hai

Muskura Sa Raha Hai Ye Chand Aaj Kyu
Kya Mohabbat Ka Usko Pata Pata Mil Gaya Hai
Mausam Ye Itna Basal Kyu Raha Hai

Sabhi Aaj Khush Hai Zamee Aasmaa Par
Hai Khushiyo Ka Mausam Chaaya Hua
Kaise Dil Hai Kisi Ka Churaya Hua


Pal Ye Lamho Aa Kyu Lag Raha Hai
Mausam Ye Itna Badal Kyu Raha Hai

 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied