Me Apne Aap Ko Sehra Banane Wala Hu
Text size
Me Apne Aap Ko Sehra Banane Wala Hu
Nazar Se Uski Bohot Dur Jane Wala Hu
Wo Mere Waaste Kal Bhi Gulab Torega
Me Aaj Shaam Ki Gaari Se Jane Wala Hu
Kadam-Kadam Pe Wafao Ki Baat Karta Hai
Me Ab Ki Baar Use Aajmane Wala Hu