Melay

PoetZaman Farooqi Submitted byZaman Farooqi
Text size

Aaja Humsafar Beeta Lay Mil Kar Yay Zindagi K Melay
Na Ho Hamaray Beech Main Kabhi Jhamelay

Melo Ki Tarha Apni Zindagi Saajaaiy Gain
Geet Pyaar--O--Muhabat K Mil Kar Gaaiy Gain

Un Geetoh Ka Pyaar Apni Zindagi Main Basaaiy Gain
Uss Pyaar K Saharain Apni Zindagi Beetaian Gain

Tum Say Itna Pyaar Karain Gain Dunya Ko Dikhaain Gain
Log Heer Majno Ko Bhula Kar Hamari Muhabat Ki Daastan Duhraaiy Gain
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied