Mere Mulk Ka Har Fard Zulm Sehta H
Hmre Dariyaon Mn Khoon Pani Ki Manind Behta H
Har Bereham Zalim Hmen Haiwan Kehta H
Yahan Azal Se Zulm Aur Sirf Zulm Rehta Hai
Khuda Ki Zameen Par Ye Insaaf Hai Kaisa
Yahan Ka Har Insaan Hai Qaid Panchi Kay Jaisa
Phir Bhi Ziyadti Ki Is Inteha Ko Rokta Nahi Koi
In Bereham Zalimon Ko Tokta Nahi Koi
Akhir Koi To Sun Ly Un Masomon Ki Fariyad
Akir Koi To Kary Us Banjar Zameen Ko Abad
Bht Ho Gye Amna Wadi E Kashmir Ki Barbadi
Ab Chye Hm Ko Hr Qeemat Par Azaadi