Meri Aankhon

Poetrana gee Submitted byRANA NADEEM
Text size

Meri Aankhon Me Tum Ho Meri Saanson Me Tum
Mere Dil Me Basi Hai Jo Woh Dharkan Ho Tum

Jo Bhi Dekhe Tujhe Woh Ho Jaye Fida
Meri Jaana Tu Mujse Na Kabhi Hona Juda

Aaja Mere Kareeb Aa Likhe Apni Kahani
Main Ban Jaoon Raja Tera Aur Tu Meri Rani

Yaaden Dil Me Basi Hain Jo Use Kaise Mita Dein
Jo Bitaye Hain Mil K Pal Unhe Kaise Bhula Dein

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied