Meri Mohabat

PoetZakia tabassum Submitted byZakia Tabassum
Text size

 Hum Muhabbat Ki Kitni Hi Sooratein Bana Lein,
Kisi Bhi Inteha Tak Dewaangi Ko Mansoob Kar Lein
Jaan Se Kyun Na Guzar Jayen
Par
Mehboob Ko Ye Nahi Dikha Sakte
Kay
Ye Hai Meri Muhabbat

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied