Mohabbat Daayimi Hai

Poetsaad-ullah-shah Submitted bymarry
Text size

Mohabbat Daayimi Hai
Na Chup Sakti Hai Yeh
Na Dabb Sakti Hai Yeh
Chupaao Gey Isey Gar Tum
To Yeh Izhaar Se Apne
Tumhe Hairaan Kar De Gi
Dabaao Ge Gar Isey Tum
To Yeh Tanhai Mein Aa Kar
Tumhe Veeraan Kar De Gi
Mohabbat Daayimi Hai
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied