Mohabbat K Chader

PoetJAAN-E-WASHMA Submitted byWASHMA KHAN
Text size

Duniya K Rub Dehk Ker Mae Tahk Ge
Mae Khawab Dehkne Tere Pahlo Mae Aah Ge
Seene Mae Oss K Mae Ne Mohabbat Uhtar De
Oss Ko Mae Ne Mohabbat K Chader Oura De
Dewana Tehk Gaya Mere Pehlo Mae Aah Gaya
Mere Zulfo Mae Qaid Ho Gaya
Mohabbat K Chader Mae Leptaya Us Kader
Mere Dar Ka Qaidi Ho Gaya
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied