Muhabbat Kar Ke Dekho
Poet: Bilal SameeR By: Bilal SameeR, KarachiHum Ne Tum Ko Khawaab Mein Dekha
Kabhi Khaabon Ko Mujh Se Saja Ke Dekho
Meri Asliat Zara Pehchaan Ke Dekho
Meri Azmat Zara Tum Jaan Ke Dekho
Kabhi Aazmaa Ke Mujhe Zara Tum Dekho
Paa Ke Khodo Ya Paa Ke Dekho
Mere Kirdaar Ko Khalis Jaan Ke Dekho
Kabhi Bharosa Mujh Pe Kar Ke Dekho
Kabhi Hansaate Hansaate Rula Ke Dekho
Kabhi Rulaate Rulaate Hansaa Ke Dekho
Mera Aks Apni Aankhon Mein Dekho
Mujhe Apne Khaaboon Mein Dekho
Meri Bahon Mein Kabhi Tum So Ke Dekho
Meri Rahon Mein Zara Tum Kho Ke Dekho
Mere Aangan Mein Kabhi Jo Gir Ke Dekho
Mujh Se Sargoshi Kar Ke Dekho
Apni Baaton Mein Madhosh Kar Ke Dekho
Ik Haseen Sa Khaab Jo Kabhi Tum Dekho
Apni Aankhon Ko Zara Tum Utha Ke Dekho
Tum Zulfen Apni Zara Samet Ke Dekho
Pagli Larki! Meri Aankhon Mein Dekho
Mujh Se Baat To Kar Ke Dekho
Tum Mujh Se Khaalis To Ho Ke Dekho
Mere Lams Ko Kabhi Tum Choo Ke Dekho
Meri Saanson Ko Kabhi Tum Choo Ke Dekho
Meri Baat Kabhi Tum Maan Ke Dekho
Jheel Aankhon Pe Kajal Saja Ke Dekho
Apne Aks Ko Zara Aene Mein Dekho
Apna Chehra Gulaab Se Mela Ke Dekho
Phir Maare Sharam Gulaab Ka Pighalna Dekho
Meri Baat Tum Phir Se Maan Ke Dekho
Hathon Par Sandal Rakh Ke Dekho
Phir Sandal Ka Bhi Sharmana Dekho
Apne Dil Ki Baat Bhi Maan Ke Dekho
Hum Ko Kuch Aazmaa Ke Dekho
Muhabbat Ko Tirchi Nazar Se Deekho
Mere Haath Mein Angaare De Ke Dekho
Mera Unko Thaamna Dekho
Mera Unko Na Choorna Dekho
Unka Haath Mein Rakhna Dekho
Un Ka Hath Jalana Dekho
Phir Lafz Ada Tum Kar Ke Dekho
Tum Kaho Sameer! Angaare Phenko
Hukum Ki Taameel Karna Dekho
Angaaron Ka Jhat Hath Se Phenkna Dekho
Meri Chaati Mein Kaante Piro Ke Dekho
Mere Dil Mein Teer Piro Ke Dekho
Chaho To Zehr Mein Bujha Ke Dekho
Mujhe Zinda Zameen Mein Gaar Ke Dekho
Ik Baar Mujhe Tum Maar Ke Dekho
Baar Baar Mujhe Tum Mar Ke Dekho
Par Wafadari Bhi Meri Sath Dekho
Tumhari Khatir Na Mrna Dekho
Tumhare Liey Tarapna Dekho
Tumhare Liey Jeena Dekho
Chupi Baat Zabaan Pe Laake Dekho
Lafz Dil Se Ada Tum Kar Ke Dekho
Meri Zandagi Ka Sarmaya Ban Ke Dekho
Mujh Se Muhabbat Kar Ke Dekho
Meri Khatir Dunya Ko Chor Ke Dekho
Is Khushi Ko Tum Bhi Paa Ke Dekho
Mujh Se Muhabbat Kar Ke Dekho
Mujh Se Muhabbat Kar Ke Dekho
میں اس کے نام کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خواب جو آنکھوں میں پل رہا تھا کبھی
میں اس کو بند دریچوں میں رکھ کے بھول گیا
تری یادوں کے چراغوں کی روشنی لے کر
میں رات بھر کئی خوابوں میں رکھ کے بھول گیا
تری نگاہ کے نشّے کا کیا کروں آخر
میں دل کو تیری شرابوں میں رکھ کے بھول گیا
بتاؤ ان تری یادوں کا سلسلہ کیا ہے
میں اپنے آپ کو باتوں میں رکھ کے بھول گیا
وہ ایک خط جو محبت کی داستاں تھا کبھی
میں اس کو اپنی کتابوں میں رکھ کے بھول گیا
چھپائے رکھا تھا شہزاد دل میں مدت سے
میں اس کا ذکر بھی باتوں میں رکھ کے بھول گیا
تمہیں ہم سے ہے بےزاری، مان لیتے ہیں
ہماری جان لینے والو! اتنا جان رکھو
ہم اپنی جان بھی تم پر ہی وار دیتے ہیں
وقتِ مرگ میرے جنازے پہ آ کے دیکھو
جو روتے ہیں، انھیں ہم اب حساب دیتے ہیں
مری تربت پہ اتنے اشک نہ بہا پروین
ہمیں کافور کے غسل کا حکم دیتے ہیں
تم سے کن حالات میں کیسے محبت سے وفا نبھا رہا ہے کوئی
ہو گی قدر تمھیں اس وقت جب پتہ چلے گا ہماری چاہت کا
دیکھو ادھر اک نظر کس قدر پیار سے تم کو منا رہا ہے کوئ
جان ہے کہ جا ئے جا رہی ہے یونہی .
تمھاری بے رخی پہ دور جا رہا ہے کوئی .
کس قدر مشکل میں ہے جاں بینا تم ہی نہ جانو
بن کہے پیار سے پیار تم سے نبھارہا ہے کوئی






