Add Poetry

Muhabbat

Poet: faisal anas By: faisal anas, jaipur, rajasthan, india

Ek Nasha He
Uski Muhabbat Ka
Uski Chahat Ka
Uski Deewangi Aur Junoon Ka
Us K Akhlaq Par Farefta
Uski Muskurahaton Par. Jaan Nisar
Uski Haya Par Jaan Qurban
Us K Takalkum Par Gosh Fida Hen
Us K Tarannum Par Ala E Sama'at Meh Ve Hairat He
Usk E Chehre Ki Ronaq Par Ankhen Meh Ve Hairat He
Us K Sarape Par Aql Meh Ve Hairat He
Us K Qadmo Ki Ahat Se
Mere Dil Ko Dhadkan Milti He
Us K Labon Ki Musbat Jumbish
Mere Labon Ki Jumbish Ban Jati He
Ab Samajh Me Aya Faisal
K Mai Q Zinda Hun
Mai Khud Zinda Nahi
Bal Ki
Kisi M Jism Me Do Zindagiyan Hen
Ek Meri.......Ek Uski

Rate it:
Views: 505
02 Feb, 2014
Related Tags on Love / Romantic Poetry
Load More Tags
More Love / Romantic Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets