Mujhay Zinda Kar Do

Poetareej manzoor Submitted byAreej Manzoor
Text size

Mujhay Zinda Kar Do
Meray Zakhmon Pe Dast E Maseeha Rakh Ker
Meri Rooh Main Nasha Bhar Do
Mujhay Amr Ker Do
Meri Tanhaiyon Ka Madawa Ker Do
Meri Sanson Ko Apni Khushboo De Do
Mujhay Apna Ker Lo
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied