Mulaqat

PoetNashad Submitted byHidayat Hussain
Text size

Yeh Mulaqat Bohat Deer Kay Baad Aai Hain
Iss Enayat Key Main Tahseen Kesy Pesh Karoo

Jaan-E-Man Pehle Mulaqat Hain Kiya Pesh Karoo
Apni Jaah Pesh Karoo Ya Kay Wafa Pesh Karoo

Tary Pehloo Main Kisi Chez Khi Touqir Hain Kiya
Haan Magar Yadoon Khi Zanjeer Tujey Pesh Karoo

Abb Too Pardes Kho Janey Kay Merey Din Aay
Kasey Tafseer-E-Mohabat Main Tujay Pesh Karoo

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied