Nafrat Poetry, Shayari & Ghazal in Urdu

Nafrat Poetry is best way to express your words and emotion. Check out the amazing collection of express your feeling in words. This section is based on a huge data of all the latest Nafrat Poetry in urdu that can be dedicated to your family, friends and love ones. Convey the inner feelings of heart with this world’s largest Nafrat Shayari in urdu 2 lines compilation that offers an individual to show the sentiments through words.
Nafrat Shayari Images
جب گلے مل گئے شکایت کیوں
آدمی تم بھی آدمی ہم بھی
پھر ہوئی ختم آدمیت کیوں
ہو گیا عشق آپ کو شاید
عمر اس میں نئی مصیبت کیوں
کون رکھ پایا مال و دولت کو
جانے والے سے یہ محبت کیوں
تھک گیا ہے مرا ستم گر کیا
سانس لے لینے کی اجازت کیوں
سب کی مائیں بھی بیٹیاں ہی تھیں
آج بیٹی بنی مصیبت کیوں
آپ کا شعر بولتا ہے اثرؔ
خود ستائی کی پھر ضرورت کیوں
آدمیت کھو رہا ہے آدمی
زندگی کا نام ہے جہد مدام
سو رہا ہے سو رہا ہے آدمی
آگہی ہے شرط جینے کے لئے
پھر بھی غافل ہو رہا ہے آدمی
چل سکا نہ راہ پر اسلاف کی
نقش پا اب کھو رہا ہے آدمی
کاشف ذات خدا تھا سربسر
اب نہیں ہے جو رہا ہے آدمی
اپنے ہی اعمال پر پچھتا کے اب
رو رہا ہے رو رہا ہے آدمی
قند گفتاری اے محسنؔ اب کہاں
زہر آسا ہو رہا ہے آدمی
اور کھیلوں سے محبت ہی سہی
میں نے اس سے تو بڑے کام لیے
آپ کو کھیل سے وحشت ہی سہی
امتحاں سے میں نہیں گھبراتا
فیل ہونا مری قسمت ہی سہی
پڑھنے والوں نے بھی کیا کچھ نہ کیا
نقل کرنا مری عادت ہی سہی
میں نے تو صرف گزارش کی تھی
سب کی نظروں میں شکایت ہی سہی
میں کسی سے نہ لڑوں گا ہرگز
دب کے رہنا مری فطرت ہی سہی
میں نہ چھوڑوں گا شرافت کا چلن
یہ شرافت مری ذلت ہی سہی
کبھی چومے گی قدم خود منزل
آج ہر گام پہ دقت ہی سہی
یہ مصیبت بھی بڑی دل کش ہے
زندگی ایک مصیبت ہی سہی
کیفؔ اک دن یہ بنا دے گی تجھے
شعر گوئی تری عادت ہی سہی
کہ تو نے عشق سے پر اعتماد نفرت کی
کوئی نہ دل سے کسی کو نکال کر پھینکے
کبھی نہ پوری ہو مولا مراد نفرت کی
کبھی کبھی وہ مجھے پیار اتنا دیتا تھا
کبھی کبھی بہت آتی تھی یاد نفرت کی
گلاب سوکھ گئے ہیں ہوئے ہیں خار ہرے
ہوس نے پیار میں ڈالی ہے کھاد نفرت کی
یہ دوست برسر پیکار ہونے لگ گئے ہیں
تو وجہ بننے لگی ہے فساد نفرت کی
اس ایک شخص کو چاہوں گا تا دم آخر
وہ جس نے مجھ سے محبت کے بعد نفرت کی
نہ کوئی تیر نہ سازش نہ تہمتیں نہ حسد
کسی نے مجھ سے بڑی بے سواد نفرت کی
کہ اس کا درد محبت کے دکھ سے تھوڑا ہے
یہ بات اچھی ہے اس نا مراد نفرت کی
میں اس لیے بھی محبت سے باز آ گیا تھا
کہ اس کے شہر میں ملتی تھی داد نفرت کی
Phir Bhi Bohat Yaad Aa Rahe Ho Tum
Band Aankhon Mai Tum Aur Khuli Mai Tum
Ye Kaise Khaab Dikha Rahe Ho Tum
Rah Dar Rah Tumhaare Saath Chala Tha Main Kabhi
Ajnabi Mujhko Aaj Bana Rahe Ho Tum
Muqammal-E-Hizr Ki Sangat Mujhe Na Do
Aisa Kar Ke Mujhe Bhula Rahe Ho Tum
Jisko Aadat Ho Tere Honto Ka Zehar Peene Ki
Usko Dard-E-Aansoo Peela Rahe Ho Tum
Mujh Mai Kuch To Baat Hai
Yaadon Ka Mousam Dil Mai
Aankhon Mai Barsaat Hai
Din Hai Gham Se Tar-Ba-Tar
Zakhmon Waali Raat Hai
Dil Nazuk Sa Hai Mera
Aur Patthar Ki Soghaat Hai
Gali Gali Mai Ruswaai
Aashiq Ki Auqaat Hai
Dard-O-Gham Sar-Aankhon Par
Ab To Ye Lamhaat Hai
Behtar Hai Marr Jaaun "Shams"
Dil Mai Aise Ghaat Hai
Is Baat Pe Dil Rota Hai
Yeh Baat Nihatyat Karwi Hai
Yeh Baat Dil Dukhati Hai
Is Baat Ko Chahe Na Mano
Is Baad Chahe Raad Kardoon
Yeh Baat To Aik Haqiqat Hai
Yeh Koye Afsaana Nahin
Yeh Dukhon Se Purnam Hai
Yeh Baat Gamon Se Hi Namm Hai
Yeh Baat Nihayat Qatil Hai
Yeh Baat Nihyat Abtar Hai
Is Baat Ne Dil Ko Tora Hai
Is Baat Ne Dard Se Jora Hai
Yeh Baat Koye Jhooti Baat Nahin
Yeh Baat Nihayat Zaalim Hai
Is Baat Ko Jab Bhi Main Sochon
Wahshat Si Ik Chah Jati Hai
Is Baat Ne Muje Mayoos Kiya
Is Baat Ne Lahoo Lahan Kia
Yeh Baat Koyee Jhooti Baat Nahin
Ke Woh Mujh Se Nafrat Kerta Hai....
Kabi Tum B Kisi Se Pyar Kr K Dekhna
Kese Toot'te Hain Mohabaton K Rishte
Ghaltiyan 2 , 4 Kr K Dekhna
Zindagi Ka Falsafa Samjhna Ho To
Barish Me Kachi Diwar Khari Kr K Dekhna
Nafrat Ho Jaye Gi Tmko B Dunya Se
Mohabbat Kisi Se Beshumar Kr K Dekhna
Jo Pori Na Ho Kabhi Aisi Aaas Chor Gaya
Yehi Karam Nawazi Us Ki Mujh Pe Kam Hai Kia
Ka Khud To Door Hai Yadein To Pas Chor Gaya
Jo Khawhishen Thi Kabhi Hasraton Mein Dhal Gayi Ab
Mere Laboon Pe Wo Eik Lafz Kash Chor Gaya
Ye Mera Zarf Hai Ik Roz Us Ne Mujh Se Kaha
Ka Aam Logon Mein Eik Tujh Ko Khas Chor Gaya
Baharon Se Mujhy Isi Liye To Nafrat Hai"Ali"
Inhi Raton Mein Mujhe Wo Udass Chor Gaya
Mohabat Se Shanasai Boht Mehengi Parhi Hai
Hamare Mann May Jhanko Gar To Jano Dil Ki Was'aat
Hamein To Apne Andar Ki Musafat Hi Barhi Hai
Khud Apna Ap B Baqi Nahi Rehta Meri Jan
Kisi Ko Apna Kehne Ki Saza Kitni Karhi Hai
Khuda Jane Ye Kab Toote K Isko Tootna Hai
Wahi Ek Khawab Si Surat Jo Aankho May Jarhi Hai
Shikast Apni Huwi Hai Apne Hatho Hi Magar Ab
Nahi Tasleem Karte Hum To Ye Apni Arhi Hai
Nafrat Poetry
Say your heart loud with Nafrat Poetry and express all the feelings of your heart in the form of poetic verses with this amazing nafrat shayari collection. Love, hate, happiness, sadness these all emotions every human keeps in their heart and express them in different situations especially love, loyalty, hate, and the feelings of the heart in their life. We have come up with the best nafrat poetry in urdu compilation that is based on meaningful poetry.
This nafrat poetry is taken from the famous and renowned poets of the Urdu language who have converted the hearty emotions in the form of nafrat poetry in Urdu. Almost all the famous poets from past and present have penned down a lot of nafrat shayari in Urdu as well including Mirza Ghalib, Parveen Shakir, and Wasi Shah. Ghazals, Nazams, short poetry based on mixed feelings have gathered here for all looking for the best compilation of nafrat shayari.
This page is comprised of the poetries of old poets as well as new poets who have a strong grip over their way of writing and delivered the exact sentiments of heart in their nafrat poetry 2 line write-ups. We have also provided this nafrat poetry images for all the reader who wants to share it in a pictorial form. Readers can also find nafrat shayari images in Urdu and Urdu written text of their favourite poetry.
Sad poetry in Urdu really touches the heart. Sometimes it’s the only way to express feelings that are too deep for words. I often read shayari by Ghalib or Faraz when I’m feeling low. Even just a couple of lines can bring so much comfort. Reading these verses also makes me feel like someone else understands what I’m going through.
- Tahira , Lahore
- Tue 28 Oct, 2025
A heartfelt collection of sad shayari in Urdu that allows readers to connect with their emotions and find solace through words.
- Bareera , Karachi
- Mon 27 Oct, 2025
An emotive selection of sad shayari in Urdu that resonates deeply with anyone going through heartache or reflection.
- Yasir , Karachi
- Thu 23 Oct, 2025








