Nahi Or Nahi

Poetwaqas mahmood Submitted bywaqas mahmood
Text size

Phir Jeeney Ki Humien Tamuna Na Rahi
Or Marne Ki Koi Arzoo Nahi

Mein Sagur Ka Mutlashiey Na Raha
Or Sehra Meri Munzil Nahi

Andheron Se Muj Ko Dur Na Raha
Or Ojalaa Koi Mera Humsafar Nahi

Jin Ko Muj Se Koi Olfut Na Rahi
Un K Naam Meri Chahut Nahi

Pholoon Pe Phir Muje Atbaar Na Raha Waqas
Or Kantoon Se Koi Payaar Nahi
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied