Neendo May Pyaar Ka Silsila

PoetZaman Farooqi Submitted byZaman Farooqi
Text size

Neendo May Pyaar Ka Silsila Aagaya Hay
Koi Naya Chehra Nighaao May Agaya Hay

Baatain Aisee Hay Uss Ki Sonay Nahi Daiti
Pyaar Karti Hay Itna Ronay Nahi Daiti

Dunya Say Muj Ko Chupana Chahti Hay
Sirf Muj Say Pyaar Jatana Chahti Hay

Apni Zulfain Meray Chehray Par Ghirana Chahti Hay
Apnay Labo Say Meray Labo Ko Milana Chahti Hay

Neendo May Pyaar Ka Silsila Aagaya Hay
Koi Naya Chehra Nighaao May Aagaya Hay

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied