Nigahe Char Hoti He

PoetAmjad khan Submitted byAmjad khan
Text size

Nigahe Char Hoti He
Talashe Pyar Hoti He

Kisi Ko Dhundthi He Ye
Bari Gham Khwar Hoti He

Kabhi Khamosh Rehti He
Bari Hoshyar Hoti He

Kabhi Phalke Jhukati He
Sharam Se Shar Hoti He

Kabhi Masti Me Utthi He
Khamro Khumar Hoti He
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied