Saare Jahan Se Achha Pakesstia Hamara
Todhe Se Bhi Na Toote Ye Silsala Hamara
Iqbal Ka Ye Maskan Quaid Ka Soona Anghan
Rakhhe Khuda Salamat Ye Jalta Dia Hamara
Kitne Hi Ghar Jale Khen, Kitne Nagar Lute Khen
Dushman Badha Raha Khe Kiun Hosla Hamara
Kashmir Jis Ki Shahrag, Koi De Raha Khe Dastak
Ham Ko Pukarta Khe Phir Ashia Hamara
Andaz Shaerana, Ye Dard Khe Purana
Seenoon Menh Mojzan Ye Jazba Naya Hamara
Har Ik Wazan Pe Ham To Utre Khen Poore Yaaro
Kaise Chura Sake Ga Koi Qafia Hamara
Saare Jahan Se Achha Pakessia Hamara
Todhe Se Bhi Na Toote Ye Silsala Hamara
Ham Ko Pukarta Khe Phir Ashia Hamara
Andaz Shaerana, Ye Dard Khe Purana
Seenoon Menh Mojzan Ye Jazba Naya Hamara
Har Ik Wazan Pe Ham To Utre Khen Poore Yaaro
Kaise Chura Sake Ga Koi Qafia Hamara
Saare Jahan Se Achha Pakessia Hamara
Todhe Se Bhi Na Toote Ye Silsala Hamara
(Note: Pakessia Is Another Suggested Name For Pakistan Which Means Paradise Of Ashia
This Poem Is Derived From A Book Named Adaab Ardh Khe...I M Waiting For Comments)