Pehle Pehle

PoetMani Submitted byMani Jatt
Text size

Narazgi Khamoshiyon Se Ho Jaye Baat Se Pehle Pehle
Andhere Ke Talabgaar Ho Kyun Raat Se Pehle Pehle

Dil Ke Haal Ko Tum Uss Sukoon-E-Dil Se Bhi Chhupaye Rakhna
Khul Ke Ro Lena Magar Mulakat Se Pehle Pehle

Main Kis Shehar-E-Sitam Mein Ab Ruswa Nahi Hoon
Na-Ashna Kis Kadar Tha Main Halaat Se Pehle Pehle

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied