Night Poetry in Urdu, Raat Poetry & Shayari
Night Poetry in Urdu is best way to express your words and emotion. Check out the amazing collection of express your feeling in words. This section is based on a huge data of all the latest Raat Poetry that can be dedicated to your family, friends and love ones. Convey the inner feelings of heart with this world’s largest Raat Poetry in Urdu 2 lines compilation that offers an individual to show the sentiments through words.
Kisi Ka Sath Hota He , Na Kisi Say Mulaqat Hoti He
Mnzil Ko To Jati Nhi Meray Hath Ki Lakeerain
Ik Baybsi Ki Laqeer Meray Sath Hoti He
Lfzo K Bndhno Me Khamoshio Say Bat Hoti He
Meri Rooh Jism Say Aur Dil Seenay Say Tkrata He
Phir Ashko Ki Brsaat Hoti He
Andheri Raat Me Sochti Hoo
Sfray Ishq Me Aisi Bhi Koi Saat Hoti He
Kiya Saza Di Hay Mohabat Nay Khudaya Mujh Ko ?
Din Ko Aaram Hai Na Rat Ko Hay Chain Kabhi ?
Janay Kis Khaak Say Kudrat Nay Banaya Mujh Ko ?
Dukh To Yeh Hay Keh Zamanay Main Milay Ghair Sabhi ?
Jo Mila Hay Woh Mila Ban Kay Paraya Mujh Ko ?
Jab Koi Bhi Na Raha Kandha Mere Ronay Ko ?
Ghar Ki Deewaron Nay Seenay Say Lagaya Mujh Ko ?
Ab To Umeed-E-Wafa Tum Say Nahein Hay Koi ?
Phir Charaghon Ki Tarah Kis Nay Jalaya Mujh Ko ?
Bewafa Zindagi Nay Jab Chor Diya Hay Tanha ?
Maot Nay Piyar Say Pehloo Main Bithaya Mujh Ko ?
Woh Diya Hoon Jo Mohabat Nay Jalaya Tha Kabhi ?
Gham Ki Andhi Nay Subah Aur Shaam Bujhaya Mujh Ko ?
Kaisay Bhoolon Ga Tere Saath Guzare Lamhay "Dua"? ???
"Awais"Yad Aata Raha Julfon Ka Hi Saya Mujh Ko ?
Kamal Husan Per Noon Jawani Hath Agai
Mary Honto Ny Chupa Rakhi Thi Jo Bat Sadion Sy
Khula Jb Raj Muhammat Labo Pay Bat Agai
Gume Ruswai Ny Chora Na Jub Kabi Mera Damen
Sitary Khusio K Bandoy Wo Mary Pass Agai
Pher Ty Hain Jis Ki Chan Me Jamany K Sabi Log
Mary Jiven Me Ye Dolat Behisab Agai
Na Jany Keyo Na Bhula Saka Os Nazni Ko Me
“Q” Jub Bhi Osy Socha Puran Yad Agai
Aaja Piya Dil Ki Feriyad Hae Mohsam Ki Baat Hae
Jo Dil Na Kah Sakha Ye Mohsam Kha Raha Hae
Aaja Piya Aaja Piya
Allah Kare Ye Mohsam U Rahe Wo Muje Dekty
U Rahe Aaj Piya Bheegi Bheegi Raat Hae
Sawan Ki Barsat Hae Sari Duniya Ko Chur Ker U
Too Aaja Piya Too Aaja Piya
Dil Mae Masti Ki Umang Hae Ye Mohsam Kitna
Muje Ker Raha Hae Tang Aaja Piya Bheegi Bheegi
Raat Hae Sawan Ki Bersat Hae Aaja Piya Aaja Piyaa
Kab Raat May Bheegi Barsat Hoi
Kab Wo Seenay Say Meray Lipat Gaiay
Kab Pyaar Ki Intiha Hoi
Kab Dil Ki Dharkan Barhnay Lagi
Kab Aasman Par Bijli Chamknay Lagi
Kab Jism Ki Aag Barhknay Lagi
Kab Saanso Ka Zor Barhnay Laga
Wo Hamari Zindagi Ki Bohat Khobsorat Raat Thi
Jab Tum Meri Zindagi Meray Paas Thi
Itni Udaas Raat Mein Bedaar Kon Tha
Kis Ko Yeh Fikar Thi Ke Muhabbat Mein Kiya Howa
Hum Is Pe Larr Rahe The K Wafadaar Kon Tha
So Kashtiyan Jala K Chaly Sahilon Se Hum
Ab Tum Ko Kiya Batayein K Us Paar Kon Tha
Yeh Faisla To Shayad Waqt Bhi Na Kar Sakay
Such Kon Bolta Tha Adakaar Kon Tha
Zamaney Guzar Gaye Yeh Sochte Howe S
Mein Kis Ko Kahoon Apna Mera Ghum Khawar Kon Tha?
Yeah Bhi Guzar He Jaye Gee
Na Nind Aati Hay
Aur Na Woh Aati Hay
Tanha Tha Pehlay Bhi May
Ub Bhi Hooon
Magar !... Aaj Ki Yeah Raat
Chandni Raat
Ehsaas Dila Rahee Hay
Waqt Thehar Sa Gia Hay
Kuch Khas Honay Wala Hay
Mehsoos Ho Raha Hay
Dil Yeah Keh Raha Hay
Ub Woh Anay Wali Hay
Ub Woh Khayalon May Hay
Magar
Magar
Kon?
Anay Wali Hay!.. Pasta
Wahee Jiska Tujhay
Her Raat Intazar Hay
Her Baat Per Ikhtalaaf Hay
Her Baat Per Ikhtalaaf Hay
Na Jane Kal Kya Hone Wala Hai
Khabar Hai Mujhey Bas Itni Sanam
Tu Mujh Se Juda Hone Wala Hai
Kahan Se Laoon Wo Dil
Jo Keh Sake Alvida Tujhe
Tu Na Hoga Tere Bad Kya Karunga Main
Kal Ki Kya Khabar Mera Kya Hone Wala Hai
Bouhat Baten Hain Dil Mai Mere
Jo Karni Hain Tujh Se Sanam
Fasle Darmiyan Hain Kya Karoon
Un Baton Ka Thikana Ab Dil Hi Hone Wala Hai
Kash Rok Pata Tujhe
Hota Mumkin Esa Agar
Bana Leta Tujhe Zindagi Ka Humsafar
Kya Karon Tu Kal Mera Shehar Chorne Wala Hai
Yeh Dil Ke Dharkne Ki
Awaz Aur Sannata
Yeh Dobtay Taroo Ki
Khamosh Ghazzal Khawani
Yeh Waqat Ki Palkoon Per
Soti Howi Veirani
Jazbat-E-Mohabbat Ki
Yeh Akhri Angrai
Bajti Howi Her Janib
Yeh Moot Ki Shahnaei
Sab Tum Ko Bolatay Hain
Pal Bher Ko Tum Aa Jaoo
Band Hoti Meri Aankhoon Main
Apni Mohabbat Ka
Ek Khawab Saja Jaoo
Ek Khawab Saja Jaoo
Ek Baar Tum Aa Jaoo
Ek Baar Tum Aa Jaoo
Hamari Yad Ati Hai Bulana Bhol Jate Ho
Tumhari Ek Yahi Adat Pareshan Ham Ko Rakhti Ha
Nazar Main Aa To Jate Ho Samana Bhol Jate Ho
Tumhare Hath Main Aksar Gulabi Phol Daikhe Hain
Hamari Rah Main Aksar Bichana Bhol Jate Ho
Tumhen To Lot Jane Ki Aksar Fikar Rahti Hai
Magar Jab Lot Jate Ho To Aana Bhol Jate Ho
Suna Hai Tum Hatheli Per Hamara Naam Likhte Ho
Magar Jab Hum Sey Milte Ho Dikhana Bhol Jaty Ho
Jee Karta He Tujhe Khud Sanwaroon Sajahoon Main.
Mehndi Ki Khushboo K Saat Teri Sansoo Main Utroon ,
Ho Aisa K Teri Hathelioon Main Khud Ko Bikhrahoon Main,
Har Khushi Ki Tarha Teri Zaat Main Rahoon Har Lamhe.
Tere Mukhre Pe Kiran Si Ban Kar Muskarahoon Main.
Jaise Hawa Ati He Jaise Chandni Ati He Ghar Tere.
Pata Tujhe Na Chale Is Andaz Se Kabhi Aahoon Main,
Tere Dil Main Samaa Jahoon K Aisa Hi Ho Jahe,
Kabhi Darkan Ban Kar Tere Dil Ko Dharkahoon Main.
Wo Jo Khanakti Hain Chamakti Hain Teri Nazook Kalayoon Main.
Ho Aisa K Khud Hi Wo Choraiaan Ban Jahoon Main.
Ankho Ma Udase Ke Tufaan Umadten Hain
Mudat C Umar Hamne Tanha Hi Guzari Hai
Ye Raat K Saye B Washet C Philate Hain
Meri Choti C Dunyan Main Ik Sdyion Sa Lamha Hai
Ik Lambi Musafat Hai Ik Aagh Ka Darya Hai
Usko B Batata Dena ali Jo Kal B Tanha Tha
Wo Aaj B Tanha Hai
Raat Poetry
Lovers of literature and poetry want to read Raat Shayari in Two Lines or Night Poetry in Urdu. But the night in itself feels so calming and relaxing. It conceals everything that is displayed in the daytime. Therefore, several poets have made full use of Raat's Poetry to relay feelings that come deeply from within the heart.
The imaginative people dive into the world of night poetry in Urdu and find the true purpose of their lives. For your easiness and convenience, we have created this page where you can read from the vast collection of Raat Shayari 2 lines. However, you can also read long-night poetry in Urdu by famous poets.
Our lives are based on different emotions. However, some moments bring smiles to our faces. On the other side, the difficult situations of our lives make us sad that even sometimes we want to cry. However, the Raat Shayari, or Night Poetry in Urdu allows us to lighten our pain and negative feelings with some positive messages.
Poets have always found inspiration in the night, the space for love, loneliness, dreams, and deep thought. It is in capturing the serene sorrow and mysterious appeal of the night that Mirza Ghalib, Jaun Elia, Faiz Ahmed Faiz, and Ahmad Faraz have excelled due to their poetic powers. From the pain of separation in the moonlight to the comfort of solitude, night poetry in Urdu resonates deep within all those who find solace in the dark.
Through the magic of these words, walk alongside into the silence of the night. A night poetry collection in Urdu on HamariWeb will allow you to graffiti your soul with the verse saying what the darkness whispers.
Life is a journey with moments that shine bright, Each day brings new hopes, as dark fades to light. We stumble, we rise, through joy and through strife, But every step we take adds meaning to life.
- Sheeza , Karachi
- Tue 29 Apr, 2025
This page has a diverse collection of poems on various topics, making it a good place for readers with broad interests in poetry.
- Kamran , Islamabad
- Mon 20 May, 2024
Labor Day poetry often celebrates the hard work, struggles, and triumphs of the labor movement. Many poems focus on the dignity of work, the importance of worker solidarity, and the need for justice in the workplace
- Shahzaib , Karachi
- Fri 28 Apr, 2023