Hamisha Zinda Rahay Gay Jawan Hamary
Jinhon Nay De Hay Qarbani Nam Hamary
Ham Rehbar Hain Un Kay Wo Salam Hamary
Dunia Badal Jay Gi Dehshat E Qurban Hamary
Mati Kay Dushman Dab Jay Gay Hamari Yalgar Say
Dunia Kary Gee Salam Aik Junbish E Iman Say
Watan Sab Ko Piyara Hota Hay Aik Chalti Zindgi Kay Liay
Dushman Ban Gaia Zamana Mahafze Iman Ka Aik Ehid Kay Liay
Sari Jado Jehad Nakam Ho Gi Dusman E Pak Watan Ki
Pakistan Rahay Ga Salamat Qaymat Ki Awaz Tak
Was Hamara Hay Aik Dosat Kay Sath Ahd E Wafa
Ham Mit Nahi Saktay Garoob E Sooraj Kay Sath
Yeh Dunia Mit Jay Gay Rahay Ga Iman Salamat
Hamary Jadojehad Rahi Gai Har Aik Ankh Ki Khatir
Mit Jay Ga Andera Aik Tofan Kay Sath
Dehshat Gardi Mari Jai Gi Apni Moot Kay Sath
Allah Rakhay Ga Salamat Pakistan Ki Shaan Ko
Buri Ankh Mit Jay Gay Aik Jubish Kay Sath
Hamara Watan Azeem Hay Kalma Hay Nam Is Ka
Chand Satary Hay Sabaz Percham Saia E Imtiaz
Insan Basti Hain Hamary Watan May
Yeh Reha Ga Salamat Aik Azadi Kay Sath
Muhammad Pbuh Hay Rehbar Hamara Aur Allah Hay Malik
Quran Hay Mazhab Hamara Aur Hadiss Hay Rehbar E Dunia
Yeh Sher Dil Rahay Gay Nida Hamisha Ki Khatir
Kush Hamza Kay Ghulam Kush Hussain Kay Ghulam
Janat Hay Thakana Sahi Muslman Ka
Allah Day Dolt Iman O Dunia Har Aik Asar May