Shaam Se Pehle

PoetM.Ghullam Yasin Qadri Submitted byM.Ghullam Yasin Qadri
Text size

Kabhi Tum Khud Bhi Aa Dekho Yeh Manzar Shaam Se Pehle
Yeh Lab Kaise Chamkte Hain Tumhare Naam Se Pehle

Nahin Mumkin Ke Mein Rah-E-Ishq Se Wapis Palat Jaon
Parinde Kab Palat Te Hain Kabhi Ghar Shaam Se Pehle

Nahi Maaloom Kab Se Hai Laluq Ostawaar Apna
Tumhara Aks Tha Dil Mein Tumhaare Naam Se Pehle

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied